“Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naam Lyrics” is a Bhajan which is Dedicated to Shri Krishna and Radha Rani, as many People like this Bhajan on Krishna’s Birthday i.e. Janmashtami.
Bhajan Credits
SONG | Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naam – shyaam terii ba.nsii pukaare raadhaa naam |
SINGER | Arti Mukherji , Jaspal Singh |
FILM | Geet Gata Chal |
DIRECTOR | Ravindra Jain |
Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naam Lyrics in Hindi
श्याम तेरी बंसी पुकारे राधा नाम
लोग करें मीरा को यूँ ही बदनाम
साँवरे की बंसी को बजने से काम
राधा का भी श्याम वोतो मीरा का भी श्याम
जमुना की लहरें बंसीबट की छैयां
किसका नहीं है कहो कृष्ण कन्हैया
श्याम का दीवाना तो सारा बृज धाम
॥ लोग करें मीरा को…॥
कौन जाने बाँसुरिया किसको बुलाए
जिसके मन भाए वो उसी के गुण गाए
कौन नहीं बंसी की धुन का गुलाम
श्याम तेरी बंसी पुकारे राधा नाम
लोग करें मीरा को यूँ ही बदनाम
Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naam Lyrics in English
Shyam teri bansi pukare Radha naam
Log karein Meera ko yoon hi badnaam
Shyam teri bansi pukare Radha naam
Shyam teri bansi pukare Radha naam
Log karein Meera ko yoon hi badnaam
Saanware ki bansi ko bajne se kaam
Sanvre ki bansi ko bajne se kaam
Radha ka bhi Shyam
Woh to Meera ka bhi Shyam
Radha ka bhi Shyam
Woh to Meera ka bhi Shyam
Jamuna ki leharein bansi batt ki chhaiyan
Kiska nahi hai kaho Krishna Kanhaiya
Jamuna ki leharein bansi batt ki chhaiyan
Kiska nahi hai kaho Krishna Kanhaiya
Shyam ka deewana to saara Brij dhaam
Shyam ka deewana to saara Brij dhaam
Log karein meera ko yoon hi badnaam
Saanware ki bansi ko bajne se kaam
Sanvre ki bansi ko bajne se kaam
Radha ka bhi Shyam
Woh to Meera ka bhi Shyam
Radha ka bhi Shyam
Woh to Meera ka bhi Shyam
Kaun jaane baansuriya kisko bulaye
Jiske mann bhaaye yeh usi ke gunn gaaye
Kaun jaane baansuriya kisko bulaye
Jiske mann bhaaye woh usi ke gunn gaaye
Kaun nahi, kaun nahi bansi ki dhun ka gulaam
Radha ka bhi Shyam
Woh to Meera ka bhi Shyam
Shyam teri bansi pukare Radha naam
Shyam teri bansi
Kanhaiya teri bansi pukare Radha naam
Log karein Meera ko yoon hi badnaam