There are many Song which are composed only for Muslim People, and Khwaja Tera is one of the Best Muharram Song. And to sing this Song you need to know Khwaja Tera Lyrics.
Are you Ready to know Khwaja Tera Lyrics?
If YES, then Download the Lyrics or Read the full Article,…
Khawaja.. Khawaja…. Tera Naam Khwaja Moinuddin Tera Naam Khwaja Moinuddin Tera Naam Khwaja Moinuddin Tu Rasool E Paak Ki Aal Hai Teri Shaan Khawaj E Khwajgan Teri Shaan Khawaj E Khwajgan Teri Shaan Khawaj E Khwajgan Tujhe Bekaso Ka Khayaal Hai Tujhe Bekaso Ka Khayaal Hai Tera Naam Khwaja Moinuddin Tera Naam Khwaja Moinuddin Tu Rasool E Paak Ki Aal Hai
Mera Bigda Waqt Sawar Do Mera Bigda Waqt Sawar Do Mere Khwaja Mujhko Nawaz Do Mere Khwaja Mujhko Nawaz Do Teri Ek Nigaah Ki Baat Hai Teri Ek Nigaah Ki Baat Hai Meri Zindagi Ka Sawal Hai
Teri Ek Nigaah Ki Baat Hai(x4) Meri Zindagi Ka Sawal Hai Tera Naam Khwaja Moinuddin Tu Rasool E Paak Ki Aal Hai
Main Ghada E Khwaja E Chist Hu Main Ghada E Khwaja E Chist Hu Mujhe Is Ghadai Pe Naaz Hai Mujhe Is Ghadai Pe Naaz Hai Mera Naaz Khwaja Pe Kyun Na Ho Mera Naaz Khwaja Pe Kyun Na Ho Mera Khwaja Banda Nawaaz Hai Mera Naaz Khwaja Pe Kyun Na Ho Mera Naaz Khwaja Pe Kyun Na Ho Mera Khwaja Banda Nawaaz Hai
Tera Naam Khwaja Moinuddin Tera Naam Khwaja Moinuddin Tu Rasool E Paak Ki Aal Hai
Mera Khwaja Ataa E Rasool Hai Mera Khwaja Ataa E Rasool Hai Woh Bahaar E Chisht Ka Phool Hai Woh Bahaar E Chisht Ka Phool Hai Woh Bahar E Gulshan E Fatima Woh Bahar E Gulshan E Fatima Chaman E Ali Ka Nihaal Hai Chaman E Ali Ka Nihaal Hai
Tera Naam Khwaja Moinuddin Tera Naam Khwaja Moinuddin Tu Rasool E Paak Ki Aal Hai Tu Rasool E Paak Ki Aal Hai
Yaha Bheek Milti Hai Be Guma Yaha Bheek Milti Hai Be Guma Yeh Bade Sakhi Ka Hai Aastan Yeh Bade Sakhi Ka Hai Aastan Yaha Sab Ki Bharti Hai Jholiya Yaha Sab Ki Bharti Hai Jholiya Yeh Dar E Garib Nawaz Hai Yaha Sab Ki Bharti Hai Jholiya Yaha Sab Ki Bharti Hai Jholiya Yeh Dar E Garib Nawaz Hai
Tera Naam Khwaja Moinuddin Tera Naam Khwaja Moinuddin Tu Rasool E Paak Ki Aal Hai
Teri Shaan Khawaj E Khwajgan Teri Shaan Khawaj E Khwajgan
Many Muslim Brother wants to sing the Karbala Ki Haqeekat Song, but to sing this Song they need Karbala Ki Haqeekat Lyrics. With the help of the Lyrics of the Muharram Song, all People can sing the Song.
On the Occassion of Ramzan, as well as on Muharram, Muslim People like to know the Lyrics of Karbala Ki Haqeekat.
Every year a Festival of Mohharam comes, and on that day all Muslim People sings Hum Ya Husain Ya Husain. And to sing this Song all need Hum Ya Husain Ya Husain (Azadar) Lyrics.
With the help of the Lyrics of the Azadar Song anyone can sing this Song on the event of Mohharam.
Do you really want to know Hum Ya Husain Ya Husain (Azadar) Lyrics?
مولا تم ہمارے، مولا ہم تمھارے مولا تم ہمارے، مولا ہم تمھارے
مولا مولا سلام آپ پہ صد بار یا حسین سب عشق حسینی میں ہیں سرشار یا حسین سب پہ ہو کرم آپ کا سرکار یا حسین حاضر ہے، حاضر ہے، حاضر ہے عزادار، عزادار یا حسین
عزادار عزادار عزادار عزادار عزادار عزادار
ہم چراغ مصطفی کے پروانے اے زمانے پنجتن کے نام کے ہیں دیوانے اے زمانے
ہمارا دل ہماری جان ہماری ایک ہی زبان ہے ہمارے سینوں پر لکھا ہوا عزادار حسین، عزادار حسین، عزادار حسین عزادار عزادار عزادار عزادار عزادار
ہمارا دل ہماری جان ہماری ایک ہی زبان ہے ہمارے سینوں پر لکھا ہوا عزادار حسین، عزادار حسین، عزادار حسین عزادار عزادار عزادار عزادار عزادار
ہاں میں وفادار ہوں شبیر کا ہاں میں عزادار ہوں شبیر کا مونس و غم خوار ہوں شبیر کا ماتمی زوار ہوں شبیر کا اشک عزا میری دوا فرش ولا میری دوا ہم در مولا کے طلب گار ہیں پڑھتے ہوئے شان عزا دل میں لیے کرب و بلا مولا تیرے قافلے تیار ہیں
ہمارا دل ہماری جان ہماری ایک ہی زبان ہے ہمارے سینوں پر لکھا ہوا عزادار حسین، عزادار حسین، عزادار حسین عزادار عزادار عزادار عزادار عزادار
کرب و بلا کیا ہے بتاتے چلو مومنو اس غم کو مناتے چلو فرش عزا مل کے بچھاتے رہو پرچم عباس اٹھاتے رہو مل کے رہو، مل کے چلو ایسا بنو، ایسا کرو جیسا کہ قرآن کا فرمان ہے حق پہ جیو، حق پہ مرو پیار کرو، ساتھ رہو کرب و بلا کی یہی پہچان ہے
ہمارا دل ہماری جان ہماری ایک ہی زبان ہے ہمارے سینوں پر لکھا ہوا عزادار حسین، عزادار حسین، عزادار حسین عزادار عزادار عزادار عزادار عزادار
ہاں سارا جہاں حلقہ ماتم میں ہے غم کی فضا ماہ محرم میں ہے عشق خدا پیار کے موسم میں ہے مولا میرا درد کے عالم میں ہے آو چلیں کرب و بلا، کرنے کو ماتم یہ بپا پرچم عباس نگہبان ہے آتی ہے زینب کی صدا آ گیا جو کرب و بلا فاطمہ زہرا کا وہ مہمان ہے
ہمارا دل ہماری جان ہماری ایک ہی زبان ہے ہمارے سینوں پر لکھا ہوا عزادار حسین، عزادار حسین، عزادار حسین عزادار عزادار عزادار عزادار عزادار
بڑھتا رہے قافلہ شبیر کا مرحلہ در مرحلہ در مرحلہ طے ہو سفر سرور و ریحان کا سلسلہ در سلسلہ در سلسلہ چمن چمن کلی کلی نگر نگر گلی گلی مقصد شبیر بتاتے چلو ہو گا کرم قدم قدم لے کے چلو شاہ کا علم پرچم عباس اٹھاتے چلو
ہمارا دل ہماری جان ہماری ایک ہی زبان ہے ہمارے سینوں پر لکھا ہوا عزادار حسین، عزادار حسین، عزادار حسین عزادار عزادار عزادار عزادار عزادار
مولا انمول و لازوال یہ رشتہ ہے عزادار خادم ہیں عزادار تو آقا ہے یا حسین دنیا میں جو حسین کا بنتا ہے عزادار نسلوں کو با مراد بناتا ہے یا حسین جو بھی غم حسین مناتا ہے عزادار اس کے سبھی غموں کو مٹاتا ہے یا حسین فرش عزا جو گھر میں بچھاتا ہے عزادار گھر ایسے خوش نصیب کے آتا ہے یا حسین ماتم جو شاہ کا دھوپ میں کرتا ہے عزادار دامن میں اس کو اپنے چھپاتا ہے یا حسین عباس کا علم جو اٹھاتا ہے عزادار اس کو وفا شعار بناتا ہے یا حسین رتبہ اگر شہید کا پاتا ہے عزادار مر کر بھی جینا اس کو سکھاتا ہے یا حسین جو رزق بھی نصیب سے پاتا ہے عزادار دیتا خدا ہے اور دلاتا ہے یا حسین لبیک یا حسین جو کہتا ہے عزادار زوار اس کو اپنا بناتا ہے یا حسین
سلام یا حسین، سلام یا حسین سلام یا حسین، سلام یا حسین سلام یا حسین، سلام یا حسین سلام یا حسین، سلام یا حسین
Hum Ya Husain Ya Husain (Azadar) Lyrics in English
Maola Tum Hamary, Maola Hum Tumhary Maola Tum Hamary, Maola Hum Tumhary
Maola Maola Salam Ap Py Sad Baar Ya Hussain Sab Ishq E Hussaini Mein Hain Sarshar Ya Hussain Sab Py Ho Karam Ap Ka Sarkar Ya Hussain Hazir Hai, Haizr Hai, Hazir Hai Azadar, Azadar Ya Hussain
Azadar Azadar Azadar Azadar Azadar Azadar
Maola Tum Hamary Maola Hum Tumhary Maola Tum Hamary Maola Hum Tumhary
Hum Charagh E Mustafa K Parwanay Ay Zamanay Panjtan K Naam K Hain Deewanay Ay Zamanay
Hamara Dil Hamari Jaan Hamari Aik Hi Zubaan Hai Hamary Seenon Par Likha Hua Azadar E Hussain, Azadar E Hussain, Azadar E Hussain Azadar Azadar Azadar Azadar Azadar
Makkah Madina O Najaf Karbala Ishq E Khuda Ka Hai Yehi Raasa Fatima Husnain Ali La Fatah Qible E Mannaaka Rasool E Khuda Aik Sukhan, Aik Lagan Aik Zuban, Aik Dahan Panjtan K Nam Par Nisar Hain Hum Hain Wafadar E Khuda Naam E Muhammad Py Fida Khatim E Rasool E Kar Digaar Hain
Hamara Dil Hamari Jaan Hamari Aik Hi Zubaan Hai Hamary Seenon Par Likha Hua Azadar E Hussain, Azadar E Hussain, Azadar E Hussain Azadar Azadar Azadar Azadar Azadar
Han Main Wafadar Hon Shabbir Ka Han Main Azadar Hoon Shabbir Ka Moonis O Gham Khuwar Hon Shabbir Ka Matami Zawaar Hon Shabbir Ka Ashk E Azaa Meri Dawa Farsh E Wilaa Meri Dawa Hum Dar E Maola K Talabgaar Hain Parhty Houye Shaan E Aza, Dil Mein Liye Karb O Bala Maola Tery Qaafly Tyar Hain
Hamara Dil Hamari Jaan Hamari Aik Hi Zubaan Hai Hamary Seenon Par Likha Hua Azadar E Hussain, Azadar E Hussain, Azadar E Hussain Azadar Azadar Azadar Azadar Azadar
Karb O Bala Kya Hai Bataty Chalo Momino! Is Gham Ko Manaatay Chalo Farsh E Aza Mil K Bichaty Raho Parcham E Abbas Uthaty Raho Mil K Raho, Mil K Chalo Aisa Bano, Aisa Karo Jaisa K Quraan Ka Farmaan Hai Haq Py Jiyo, Haq Py Maro Pyar Karo, Sath Raho, Karb O Bala Ki Yehi Pehchan Hai
Hamara Dil Hamari Jaan Hamari Aik Hi Zubaan Hai Hamary Seenon Par Likha Hua Azadar E Hussain, Azadar E Hussain, Azadar E Hussain Azadar Azadar Azadar Azadar Azadar
Han Sara Jahaan Halqa E Matam Mein Hai Gham Ki Fiza Maah E Muharram Mein Hai Ishq E Khuda Pyar K Maosam Mein Hai Maola Mera Dard K Aalam Mein Hai Ao Chalen Karb O Bala, Karny Ko Matam Yeh Bapa Parcham E Abbas Nigehbaan Hai Aati Hai Zainab Ki Sada Aa Gya Jo Karb O Bala Fatima Zahra Ka Woh Mehmaan Hai
Hamara Dil Hamari Jaan Hamari Aik Hi Zubaan Hai Hamary Seenon Par Likha Hua Azadar E Hussain, Azadar E Hussain, Azadar E Hussain Azadar Azadar Azadar Azadar Azadar
Barhta Rahy Qaafla Shabbir Ka Marhala Dar Marhala Dar Marhala Tay Ho Safar Sarwar O Rehaan Ka Silsila Dar Silsila Dar Silsila Chaman Chaman, Kali Kali Nagar Nagar, Gali Gali Maqsad E Shabbir Bataty Chalo Ho Ga Karam Qadam Qadam Lay K Chalo Shah Ka Alam Parcham E Abbas Uthaty Chalo
Hamara Dil Hamari Jaan Hamari Aik Hi Zubaan Hai Hamary Seenon Par Likha Hua Azadar E Hussain, Azadar E Hussain, Azadar E Hussain Azadar Azadar Azadar Azadar Azadar
Maola Anmol O Lazawaal Yeh Rishta Hai Azadaar Khadim Hain Azdar To Aaqa Hain Ya Hussain Duniya Mein Jo Hussain Ka Banta Hai Azadaar Naslon Ko Ba Muraad Banata Hai Ya Hussain Jo Bhi Gham E Hussain Manaata Hai Azadaar Us Ko Sabhi Ghamon Ko Mitata Hai Ya Hussain Farsh E Azaa Jo Ghar Mein Bichata Hai Azadar Ghar Aisy Khush Naseeb K Ata Hai Ya Hussain Matam Jo Sheh Ka Dhoop Mein Karta Hai Azadar Daman Mein Us Ko Apny Chupaata Hai Ya Hussain Abbas Ka Alam Jo Uthata Hai Azadar Us Ko Wafa Shaaar Banata Hai Ya Hussain Rutba Agar Shaheed Ka Pata Hai Azadar Mar Kar Bhi Jeena Us Ko Sikhata Hai Ya Hussain Jo Rizq Bhi Naseeb Sy Pata Hai Azadar Deta Khuda Hai Aur Dilata Hai Ya Hussain Labaik Ya Hussain Jo Kehta Hai Azadar Zawaar Us Ko Apna Banata Hai Ya Hussain
Salam Ya Hussain, Salama Ya Hussain
Salam, Salam, Salam Ya Hussain Salam, Salam, Salam Ya Hussain Salam, Salam, Salam Ya Hussain