There are many Bhajan which presents the Desh Bhakti, as well as they are Motivational Song, and “Insaf Ki Dagar Pe” is one of them.
Many People like to Listen and Sing this Bhajan as this is a Patriotic Song, and to sing this Bhajan you should know “Insaf Ki Dagar Pe Lyrics”.
Do you Really want to know Insaf Ki Dagar Pe Lyrics?
If YES, then Keep Reading this article,…
Bhajan Credits
SONG | Insaaf Kii Dagar Pe, Bachchon Dikhaao Chal Ke |
SINGER | Hemant Kumar |
LYRICIST | Shakeel Badayuni |
MOVIE | Ganga Jamuna |
इन्साफ़ की डगर पे Lyrics in Hindi
इन्साफ की डगर पे, बच्चों दिखाओ चल के
ये देश है तुम्हारा, नेता तुम्हीं हो कल के
दुनिया के रंज सहना और कुछ ना मुँह से कहना
सच्चाईयों के बल पे, आगे को बढ़ते रहना
रख दोगे एक दिन तुम, संसार को बदल के
इन्साफ की डगर पे…
Read this Duniya Chale Na Shri Ram Ke Bina Lyrics
अपने हों या पराए, सब के लिए हो न्याय
देखो कदम तुम्हारा, हरगिज़ ना डगमगाए
रस्ते बड़े कठिन हैं, चलना संभल-संभल के
इन्साफ की डगर पे…
इन्सानियत के सर पे, इज़्ज़त का ताज रखना
तन मन की भेंट देकर, भारत की लाज रखना
जीवन नया मिलेगा, अंतिम चिता में जल के
इन्साफ की डगर पे…
Insaf Ki Dagar Pe Lyrics in English
Insaf ki dagar pe
Bachchon dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Neta tumhi ho kal ke
Duniya ke ranj sehna aur kuch na muh se kahna
Sachchayion ke bal pe aage ko badhte rehna
Rakh do ek din tum sansaar ko badal ke
Insaf ki dagar pe
Bachchon dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Neta tumhi ho kal ke
Apne ho ya paraye sabke liye ho nyaye
Dekho kadam tumhara hargiz na dagmagaye
Raste bade kathin hain chalna sambhal sambhal ke
Insaf ki dagar pe
Bachchon dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Neta tumhi ho kal ke
Aaaaa aaaa aaaaa
Also See Ekla Cholo Re Lyrics
Insaaniyat ke sar pe izzat ka taj rakhna
Tan man ki bhent dekar bharat ki laaj rakhna
Jeevan naya milega antim chita mein jalke
Insaf ki dagar pe
Bachchon dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Neta tumhi ho kal ke
Yeea!!!!!!